Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShikar (1968)
HomeShikar (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai idhar bhi ek nazar kar le mere man chahe parvane ghadi aisi na aayegi kahan khoya hai deewane ghadi aisi na aayegi kahan khoya hai deewane haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai pade hain hum bhi rahon mein mita le jitna jee chahe sitam bhi tere pyare hain sata le jitna jee chahe sitam bhi tere pyare hai sata le jitna jee chahe haye mere paas to aa kidhar khayal hai haye mere paas to aa kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai aankh se aankh to mila kidhar khayal hai machalta hai dile nadan nahin mane badi mushkil
jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya nain huye hain donon gulabi chaal chalun main jaise sharabi nain huye hain donon gulabi chaal chalun main jaise sharabi bhed jiya ke kaise bataun bhed jiya ke kaise bataun padh le mora chehra kitabi jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya rang mein tore main to rang gayi pyaar ki batiyan main to samajh gayi rang mein tore main to rang gayi pyaar ki batiyan main to
parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba mere parde mein laak jalwe hain kaise mujhse nazar milaaoge jab zara bhi naqaab uthaungi jab zara bhi naqaab uthaungi yaad rakhna ke yaad rakhna ke jal hi jaaoge parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba husn jab benaqaab hota hai woh samaan lajawaab hota hai khud ko khud ki khabar nahi rehti khud ko khud ki khabar nahi rehti hosh waala bhi hosh waala bhi hosh khota hai parde mein rehne do parda na uthao parde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya to bhed khul jaayega allah meri tauba allah meri tauba haai jisne mujhe banaya hai woh bhi mujhko samajh na paaya hai mujhko sajde
tumhaare pyaar mein hum beqaraar ho ke chale shikaar karne ko aaye shikaar ho ke chale tumhaare pyaar mein hum beqaraar ho ke chale shikaar karne ko aaye shikaar ho ke chale tumhen kareeb se dekha to dil ko haar diya tumhaari shokh adaa ne humen to maar diya tumhaari shokh adaa ne humen to maar diya har ek baat pe hum to nisaar ho ke chale shikaar karne ko aaye shikaar ho ke chale tumhaari aankh muhabbat ki baat kehti hai tumhen zuroor kisi ki talaash rehti hai tumhen zuroor kisi ki talaash rehti hai ye raaz jaan gaye raazdaar ho ke chale shikaar karne ko aaye shikaar ho ke chale naa itna hosh naa apni khabar kahaan hai hum isi kaa naam muhabbat hai aye mere humdam isi kaa naam muhabbat hai aye mere humdam tumhaare kooche se deewana waar ho ke chale shikaar karne ko aaye shikaar ho ke chale tumhaare pyaar mein hum beqaraar ho ke chale shikaar karne ko aaye shikaar ho ke chale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haye Mere Paas Shikar (1968) 04:14 32853
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Helen
Duration : 04:14   Song Number : 32853   

Jab Se Laagi Tose Shikar (1968) 06:04 36370
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 06:04   Song Number : 36370   

Parde Mein Rehne Do Shikar (1968) 06:13 12539
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 06:13   Song Number : 12539   

Shikaar Karne Ko Aaye Shikar (1968) 04:01 12494
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:01   Song Number : 12494